Posts

Showing posts with the label zahra haidry

Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Lyrics

Nabi-e-Akhram Shafee-e-Aazam Sallalallahu alayhi Wa Sallam Rehmate Aalam Noore Mujassam Sallalallahu alayhi Wa Sallam Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi Sitare Lakh Chamakte hein Aasmanon mein Misale Noore Sahar Aap sa Nahi koi Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi Baka ki Raah dikha di Jahane Fani ko To Rashke Shamso Kamar Aap sa Nahi koi Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi Hajar Kalam kare Aur Kare Salam Shajar Kare Jo Sab pe Asar Aap sa Nahi koi Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi Salam Aapki Rehmat pe Sab Jahanon ka Fida ho Jaane Umar Aap sa Nahi koi Mili hai Dil ko Khabar Aap sa Nahi koi Jahan mein Ahle Nazar Aap sa Nahi koi

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا